Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae, Urdu Ghazal By Azeem Haider Syed

Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Haider Syed. Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب سوچئے تو دام تمنا میں آ گئے

عظیم حیدر سید

اب سوچئے تو دام تمنا میں آ گئے

دیوار و در کو چھوڑ کے صحرا میں آ گئے

تصویر تھے جو اولیں سرشاریوں میں لوگ

وہ زخم بن کے چشم تمنا میں آ گئے

ان سے بھی پوچھئے کبھی اپنی زمیں کا کرب

جو ساحلوں کو چھوڑ کے دریا میں آ گئے

وحشت نے یوں تو خوب دیا ہر قدم پہ ساتھ

لیکن ترے فریب دل آرا میں آ گئے

اس انجمن میں انجم و زہرہ بھی تھے مگر

ہم شب گزیدہ سحر ثریا میں آ گئے

عظیم حیدر سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae

Azeem Haider Syed

ab sochiye to dam-e-tamanna mein aa gae
diwar o dar ko chhoD ke sahra mein aa gae

taswir the jo awwalin sarshaariyon mein log
wo zaKHm ban ke chashm-e-tamanna mein aa gae

un se bhi puchhiye kabhi apni zamin ka karb
jo sahilon ko chhoD ke dariya mein aa gae

wahshat ne yun to KHub diya har qadam pe sath
lekin tere fareb-e-dil-ara mein aa gae

is anjuman mein anjum o zohra bhi the magar
hum shab-guzida sehr-e-surayya mein aa gae

(906) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae written by Azeem Haider Syed at UrduPoint. Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae is one of the masterpieces written by Azeem Haider Syed. You can also find the complete poetry collection of Azeem Haider Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Haider Syed' above.

Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Sochiye To Dam-e-tamanna Mein Aa Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.