Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak, Urdu Ghazal By Azeem Haider Syed

Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Haider Syed. Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی لیے تو ہار کا ہوا نہیں ملال تک

عظیم حیدر سید

اسی لیے تو ہار کا ہوا نہیں ملال تک

وہ میرے ساتھ ساتھ تھا عروج سے زوال تک

نہیں ہے سہل اس قدر کہ جی سکے ہر ایک شخص

بلائے ہجر کی رتوں سے موسم وصال تک

ہماری کشت آرزو یہ دھوپ کیا جلائے گی

تمہارا انتظار ہم کریں گے برشگال تک

عمیق زخم اس قدر بہ دست و روز و شب ملے

کہ مندمل نہ کر سکی دوائے ماہ و سال تک

قبائے زرد و سرخ کا یہ امتزاج الاماں

جمال کو وہ لے گیا پرے حد کمال تک

عظیم حیدر سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak

Azeem Haider Syed

isi liye to haar ka hua nahin malal tak
wo mere sath sath tha uruj se zawal tak

nahin hai sahl is qadar ki ji sake har ek shaKHs
bala-e-hijr ki ruton se mausam-e-visal tak

hamari kisht-e-arzu ye dhup kya jalaegi
tumhaara intizar hum karenge barshgal tak

amiq zaKHm is qadar ba-dast-e-roz-o-shab mile
ki mundamil na kar saki dawa-e-mah-o-sal tak

quba-e-zard-o-surKH ka ye imtizaj al-aman
jamal ko wo le gaya pare had-e-kamal tak

(666) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak written by Azeem Haider Syed at UrduPoint. Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak is one of the masterpieces written by Azeem Haider Syed. You can also find the complete poetry collection of Azeem Haider Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Haider Syed' above.

Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Isi Liye To Haar Ka Hua Nahin Malal Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.