KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai, Urdu Ghazal By Azeem Haider Syed

KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Haider Syed. KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہش و خواب کے آگے بھی کہیں جانا ہے

عظیم حیدر سید

خواہش و خواب کے آگے بھی کہیں جانا ہے

عشق کے باب سے آگے بھی کہیں جانا ہے

کیوں نہیں چھوڑتی آخر مجھے دنیا داری

مال و اسباب سے آگے بھی کہیں جانا ہے

دینے والے تو مجھے نیند نہ دے خواب تو دے

مجھ کو مہتاب سے آگے بھی کہیں جانا ہے

جانے کیوں روک رہی ہے مجھے اشکوں کی قطار

چشم پر آب سے آگے بھی کہیں جانا ہے

کیوں لپٹتا ہے مرے ساتھ یہ دریا آخر

مجھ کو گرداب سے آگے بھی کہیں جانا ہے

عظیم حیدر سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai

Azeem Haider Syed

KHwahish-o-KHwab ke aage bhi kahin jaana hai
ishq ke bab se aage bhi kahin jaana hai

kyun nahin chhoDti aaKHir mujhe duniya-dari
mal-o-asbab se aage bhi kahin jaana hai

dene wale tu mujhe nind na de KHwab to de
mujh ko mahtab se aage bhi kahin jaana hai

jaane kyun rok rahi hai mujhe ashkon ki qatar
chashm-e-pur-ab se aage bhi kahin jaana hai

kyun lipaTta hai mere sath ye dariya aaKHir
mujh ko girdab se aage bhi kahin jaana hai

(852) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai written by Azeem Haider Syed at UrduPoint. KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai is one of the masterpieces written by Azeem Haider Syed. You can also find the complete poetry collection of Azeem Haider Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Haider Syed' above.

KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahish-o-KHwab Ke Aage Bhi Kahin Jaana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.