Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira, Urdu Ghazal By Azeem Haider Syed

Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeem Haider Syed. Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں تو سویا بھی نہ تھا کیوں یہ در خواب گرا

عظیم حیدر سید

میں تو سویا بھی نہ تھا کیوں یہ در خواب گرا

میری آغوش میں بجھتا ہوا مہتاب گرا

پھر سمندر کی طرف لوٹ چلی موج بہ موج

پھر کوئی تشنہ دہن آ کے سر آب گرا

عکس مسمار نہ کر دیدۂ حیراں کے سرشک

میرے خوابوں کے در و بام نہ سیلاب گرا

ڈھونڈ سیپی کی طرح دل کو نہ ساحل کے قریب

یہ صدف دور بہت دور تہہ آب گرا

آہن و سنگ کو زہراب فنا چاٹ گیا

پہلے دیوار شکستہ ہوئی پھر باب گرا

عظیم حیدر سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira

Azeem Haider Syed

main to soya bhi na tha kyun ye dar-e-KHwab gira
meri aaghosh mein bujhta hua mahtab gira

phir samundar ki taraf lauT chali mauj-ba-mauj
phir koi tishna-dahan aa ke sar-e-ab gira

aks mismar na kar dida-e-hairan ke sarishk
mere KHwabon ke dar-o-baam na sailab gira

DhunD sipi ki tarah dil ko na sahil ke qarib
ye sadaf dur bahut dur tah-e-ab gira

aahan o sang ko zahrab-e-fana chaT gaya
pahle diwar shikasta hui phir bab gira

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira written by Azeem Haider Syed at UrduPoint. Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira is one of the masterpieces written by Azeem Haider Syed. You can also find the complete poetry collection of Azeem Haider Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeem Haider Syed' above.

Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main To Soya Bhi Na Tha Kyun Ye Dar-e-KHwab Gira, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.