Barsat Aur Shair, Urdu Nazam By Azeemuddin Ahmad

Barsat Aur Shair is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Azeemuddin Ahmad. Barsat Aur Shair comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Barsat Aur Shair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

برسات اور شاعر

عظیم الدین احمد

تھا درختوں کو ابھی عالم حیرت ایسا

جیسے دلبر سے یکایک کوئی ہو جائے دو چار

ڈالیاں ہلنے لگیں تیز ہوائیں جو چلیں

پتے پتے میں نظر آنے لگی تازہ بہار

سنسناہٹ ہوئی جھونکوں سے ہوا کے ایسی

چھٹ گئیں ہوں کہیں لاکھوں ہی ہوائی یکبار

رعد گرجا ارے وہ دیکھنا بجلی چمکی

ہلکی ہلکی سی وہ پڑنے لگی بوندوں کی پھوار

رات تاریک ہے آیا ہے امنڈ کر بادل

میں اکیلا نہ کوئی یار نہ کوئی غم خوار

سرد جھونکوں میں ہوا کے ہے لطافت اور دل

اس کا خواہاں ہے نہیں ملنے کے جس کے آثار

ایسی بے چینی خدایا نہ ہو دشمن کو نصیب

اس سے بد تر نہ کسی کو ہو الٰہی آزار

عظیم الدین احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Barsat Aur Shair

Azeemuddin Ahmad

tha daraKHton ko abhi aalam-e-hairat aisa
jaise dilbar se yakayak koi ho jae do-chaar
Daliyan hilne lagen tez hawaen jo chalen
patte patte mein nazar aane lagi taza bahaar
sansanahaT hui jhonkon se hawa ke aisi
chhaT gain hun kahin lakhon hi hawai yakbar
rad garja are wo dekhna bijli chamki
halki halki si wo paDne lagi bundon ki phuwar
raat tarik hai aaya hai umanD kar baadal
main akela na koi yar na koi gham-KHwar
sard jhonkon mein hawa ke hai latafat aur dil
us ka KHwahan hai nahin milne ke jis ke aasar
aisi bechaini KHudaya na ho dushman ko nasib
us se bad-tar na kisi ko ho ilahi aazar

(780) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Barsat Aur Shair written by Azeemuddin Ahmad at UrduPoint. Barsat Aur Shair is one of the masterpieces written by Azeemuddin Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Azeemuddin Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeemuddin Ahmad' above.

Barsat Aur Shair is a widely read Urdu Nazam. If you like Barsat Aur Shair, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.