Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka, Urdu Ghazal By Azeemullah Khan Waqar

Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeemullah Khan Waqar. Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تحفظ نہیں ہے جانوں کا

عظیم اللہ خاں وقار

اب تحفظ نہیں ہے جانوں کا

یہ ہے احسان حکمرانوں کا

بھوک افلاس اور بیماری

مسئلہ ہے کئی گھرانوں کا

ساری بستی نگل گیا طوفاں

کیا چلے گا پتا مکانوں کا

ہو گیا کتنا لالچی انساں

بن گیا سانپ وہ خزانوں کا

تولتے ہیں پروں کو وہ اپنے

علم جن کو نہیں اڑانوں کا

صرف باقی رہا کتابوں میں

ذکر اب شاہی خاندانوں کا

چاہتے ہو وقارؔ آزادی

فدیہ دینا پڑے گا جانوں کا

عظیم اللہ خاں وقار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka

Azeemullah Khan Waqar

ab tahaffuz nahin hai jaanon ka
ye hai ehsan hukmaranon ka

bhuk iflas aur bimari
masala hai kai gharanon ka

sari basti nigal gaya tufan
kya chalega pata makanon ka

ho gaya kitna lalchi insan
ban gaya sanp wo KHazanon ka

tolte hain paron ko wo apne
ilm jin ko nahin uDanon ka

sirf baqi raha kitabon mein
zikr ab shahi KHandanon ka

chahte ho 'waqar' aazadi
fidya dena paDega jaanon ka

(865) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka written by Azeemullah Khan Waqar at UrduPoint. Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka is one of the masterpieces written by Azeemullah Khan Waqar. You can also find the complete poetry collection of Azeemullah Khan Waqar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeemullah Khan Waqar' above.

Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Tahaffuz Nahin Hai Jaanon Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.