Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein, Urdu Ghazal By Azeez Moradabadi

Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeez Moradabadi. Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ نمایاں ہے یوں ہزاروں میں

عزیز مراد آبادی

وہ نمایاں ہے یوں ہزاروں میں

جس طرح چاند ہو ستاروں میں

جلوۂ یار کس طرح دیکھوں

میری نظریں ہیں گم نظاروں میں

اے بہاروں کے لوٹنے والو

تم بھی کھو جاؤ گے بہاروں میں

دوستی رہ گئی ہے مطلب کی

اب کہاں ہے خلوص یاروں میں

کوئی سمجھا کوئی نہیں سمجھا

بات وہ کہہ گئے اشاروں میں

تیری تقریر سن کے اے واعظ

کھلبلی ہے گناہ گاروں میں

دن میں خورشید جب چمکتا ہے

پھر نہیں رہتی ضو ستاروں میں

اور تو کچھ نہیں عزیزؔ مگر

ہم بھی شامل ہیں بادہ خواروں میں

عزیز مراد آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein

Azeez Moradabadi

wo numayan hai yun hazaron mein
jis tarah chand ho sitaron mein

jalwa-e-yar kis tarah dekhun
meri nazren hain gum nazaron mein

ai bahaaron ke luTne walo
tum bhi kho jaoge bahaaron mein

dosti rah gai hai matlab ki
ab kahan hai KHulus yaron mein

koi samjha koi nahin samjha
baat wo kah gae ishaaron mein

teri taqrir sun ke ai waiz
khalbali hai gunahgaron mein

din mein KHurshid jab chamakta hai
phir nahin rahti zau sitaron mein

aur to kuchh nahin 'aziz' magar
hum bhi shamil hain baada-KHwaron mein

(741) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein written by Azeez Moradabadi at UrduPoint. Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein is one of the masterpieces written by Azeez Moradabadi. You can also find the complete poetry collection of Azeez Moradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeez Moradabadi' above.

Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Numayan Hai Yun Hazaron Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.