Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar, Urdu Ghazal By Azeezur Rahman Azeez Pani Pati

Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azeezur Rahman Azeez Pani Pati. Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو گیا عاشق کسی کا روئے تاباں دیکھ کر

عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

ہو گیا عاشق کسی کا روئے تاباں دیکھ کر

پھنس گیا ہوں میں کسی کی زلف پیچاں دیکھ کر

کیوں تجھے اللہ نے ایسا بنایا سنگ دل

بات بھی ظالم نہ پوچھی مجھ کو گریاں دیکھ کر

ایک دن مجھ کو نظر وہ خواب میں جو آ گئے

چشم روشن ہو گئی حسن فراواں دیکھ کر

ابروئے پر خم کی چلتی ہے مرے سینہ پہ تیغ

تیر لگتے ہیں جگر پر نوک مژگاں دیکھ کر

ہے عزیزؔ اب شکر وہ گل رو سخن سن کر ترا

قدر کچھ کرنے لگا تجھ کو غزل خواں دیکھ کر

عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati

ho gaya aashiq kisi ka ru-e-taban dekh kar
phans gaya hun main kisi ki zulf-e-pechan dekh kar

kyon tujhe allah ne aisa banaya sang-dil
baat bhi zalim na puchhi mujh ko giryan dekh kar

ek din mujh ko nazar wo KHwab mein jo aa gae
chashm raushan ho gai husn-e-farawan dekh kar

abru-e-pur-KHam ki chalti hai mere sine pe tegh
tir lagte hain jigar par nok-e-mizhgan dekh kar

hai 'aziz' ab shukr wo gul-ru suKHan sun kar tera
qadr kuchh karne laga tujh ko ghazal-KHwan dekh kar

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Azeezur Rahman Azeez Pani Pati Poetry

رنج و غم و فراق میں جو مبتلا نہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Ranj-o-gham-o-firaq Mein Jo Mubtala Nahin

پسند آئیں مجھ کو ادائیں تمہاری

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Pasand Aain Mujhko Adaen Tumhaari

جان دے دیں گے کرشموں پہ قضا سے پہلے

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Jaan De Denge Karishmon Pe Qaza Se Pahle

تمہارا عشق جب سے کیا ہوا اے نازنیں ہم کو

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Tumhaara Ishq Jab Se Kya Hua Ai Naznin Hum Ko

مجھ کو معلوم نہ تھا ان سے محبت ہوگی

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Mujhko Malum Na Tha Un Se Mohabbat Hogi

جگر تھامے ہوئے یاں طالب دیدار بیٹھے ہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Jigar Thame Hue Yan Talib-e-didar Baithe Hain

ہو گیا عاشق کسی کا روئے تاباں دیکھ کر

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar

ہم کو ہے جس کی طلب وہ یار ملتا ہی نہیں

Azeezur Rahman Azeez Pani Pati - عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Hum Ko Hai Jis Ki Talab Wo Yar Milta Hi Nahin

You can read Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar written by Azeezur Rahman Azeez Pani Pati at UrduPoint. Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar is one of the masterpieces written by Azeezur Rahman Azeez Pani Pati. You can also find the complete poetry collection of Azeezur Rahman Azeez Pani Pati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azeezur Rahman Azeez Pani Pati' above.

Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Gaya Aashiq Kisi Ka Ru-e-taban Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.