Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں کا نئی رت کی ہے ارادہ کیا

اظہر عنایتی

حقیقتوں کا نئی رت کی ہے ارادہ کیا

کہانیوں ہی میں لے سانس شاہزادہ کیا

یہ رنگ زار ہے اپنا پروں پہ تتلی کے

دھنک ہو خود میں تو پھولوں سے استفادہ کیا

محبتوں میں یہ رسوائیاں تو ہوتی ہیں

شرافتیں تری کیا میرا خانوادہ کیا

اگر وہ پھینک دے کشکول اپنے ورثے کا

تو اس جہاں میں کرے بھی فقیر زادہ کیا

ضدیں تو شان ہوا کرتی ہیں رئیسوں کی

جو چوتھی سمت نہ جائے وہ شاہزادہ کیا

یہ میرے نقش یہ میری شرافتیں اظہرؔ

اب اور چاہئے اس سے مجھے زیادہ کیا

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya

Azhar Inayati

haqiqaton ka nai rut ki hai irada kya
kahaniyon hi mein le sans shahzada kya

ye rang-zar hai apna paron pe titli ke
dhanak ho KHud mein to phulon se istifada kya

mohabbaton mein ye ruswaiyan to hoti hain
sharafaten teri kya mera KHanwada kya

agar wo phenk de kashkol apne wirse ka
to is jahan mein kare bhi faqir-zada kya

ziden to shan hua karti hain raison ki
jo chauthi samt na jae wo shahzada kya

ye mere naqsh ye meri sharafaten 'azhar'
ab aur chahiye is se mujhe ziyaada kya

(611) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya written by Azhar Inayati at UrduPoint. Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Ka Nai Rut Ki Hai Irada Kya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.