Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی قریب کبھی دور ہو کے روتے ہیں

اظہر عنایتی

کبھی قریب کبھی دور ہو کے روتے ہیں

محبتوں کے بھی موسم عجیب ہوتے ہیں

ذہانتوں کو کہاں وقت خوں بہانے کا

ہمارے شہر میں کردار قتل ہوتے ہیں

فضا میں ہم ہی بناتے ہیں آگ کے منظر

سمندروں میں ہمیں کشتیاں ڈبوتے ہیں

پلٹ چلیں کہ غلط آ گئے ہمیں شاید

رئیس لوگوں سے ملنے کے وقت ہوتے ہیں

میں اس دیار میں ہوں بے سکون برسوں سے

جہاں سکون سے اجداد میرے سوتے ہیں

گزار دیتے ہیں عمریں خلوص کی خاطر

پرانے لوگ بھی اظہرؔ عجیب ہوتے ہیں

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain

Azhar Inayati

kabhi qarib kabhi dur ho ke rote hain
mohabbaton ke bhi mausam ajib hote hain

zihanaton ko kahan waqt KHun bahane ka
hamare shahr mein kirdar qatl hote hain

faza mein hum hi banate hain aag ke manzar
samundaron mein hamin kashtiyan Dubote hain

palaT chalen ki ghalat aa gae hamin shayad
rais logon se milne ke waqt hote hain

main us dayar mein hun be-sukun barson se
jahan sukun se ajdad mere sote hain

guzar dete hain umren KHulus ki KHatir
purane log bhi 'azhar' ajib hote hain

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain written by Azhar Inayati at UrduPoint. Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Qarib Kabhi Dur Ho Ke Rote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.