Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ عارضی اجالے بچائے ہوئے ہیں لوگ

اظہر عنایتی

کچھ عارضی اجالے بچائے ہوئے ہیں لوگ

مٹھی میں جگنوؤں کو چھپائے ہوئے ہیں لوگ

اس شخص کو تو قتل ہوئے دیر ہو گئی

اب کس لیے یہ بھیڑ لگائے ہوئے ہیں لوگ

برسوں پرانے درد نہ اٹکھیلیاں کریں

اب تو نئے غموں کے ستائے ہوئے ہیں لوگ

آنکھیں اجڑ چکی ہیں مگر رنگ رنگ کے

خوابوں کی اب بھی فصل لگائے ہوئے ہیں لوگ

کیا رہ گیا ہے شہر میں کھنڈرات کے سوا

کیا دیکھنے کو اب یہاں آئے ہوئے ہیں لوگ

کچھ دن سے بے دماغی اظہرؔ ہے رنگ پر

بستی میں اس کو میرؔ بنائے ہوئے ہیں لوگ

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log

Azhar Inayati

kuchh aarzi ujale bachae hue hain log
muTThi mein jugnuon ko chhupae hue hain log

us shaKHs ko to qatl hue der ho gai
ab kis liye ye bhiD lagae hue hain log

barson purane dard na aTkheliyan karen
ab to nae ghamon ke satae hue hain log

aankhen ujaD chuki hain magar rang rang ke
KHwabon ki ab bhi fasl lagae hue hain log

kya rah gaya hai shahr mein khanDaraat ke siwa
kya dekhne ko ab yahan aae hue hain log

kuchh din se be-dimaghi-e-'azhar' hai rang par
basti mein us ko 'mir' banae hue hain log

(686) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log written by Azhar Inayati at UrduPoint. Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Aarzi Ujale Bachae Hue Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.