Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se, Urdu Ghazal By Azhar Iqbal

Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Iqbal. Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو وحشت ہوئی مرے گھر سے

اظہر اقبال

مجھ کو وحشت ہوئی مرے گھر سے

رات تیری جدائی کے ڈر سے

تیری فرقت کا حبس تھا اندر

اور دم گھٹ رہا تھا باہر سے

جسم کی آگ بجھ گئی لیکن

پھر ندامت کے اشک بھی برسے

ایک مدت سے ہیں سفر میں ہم

گھر میں رہ کر بھی جیسے بے گھر سے

بارہا تیری جستجو میں ہم

تجھ سے ملنے کے بعد بھی ترسے

اظہر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se

Azhar Iqbal

mujh ko wahshat hui mere ghar se
raat teri judai ke Dar se

teri furqat ka habs tha andar
aur dam ghuT raha tha bahar se

jism ki aag bujh gai lekin
phir nadamat ke ashk bhi barse

ek muddat se hain safar mein hum
ghar mein rah kar bhi jaise beghar se

bar-ha teri justuju mein hum
tujh se milne ke baad bhi tarse

(730) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se written by Azhar Iqbal at UrduPoint. Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se is one of the masterpieces written by Azhar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Azhar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Iqbal' above.

Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.