Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega, Urdu Ghazal By Azhar Lakhnavi

Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Lakhnavi. Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ محبت کا فسانہ بھی بدل جائے گا

اظہر لکھنوی

یہ محبت کا فسانہ بھی بدل جائے گا

وقت کے ساتھ زمانہ بھی بدل جائے گا

آج کل میں کوئی طوفان ہے اٹھنے والا

ہم غریبوں کا ٹھکانہ بھی بدل جائے گا

مجھ سے للہ نہ سرکار چھڑائیں دامن

آپ بدلے تو زمانہ بھی بدل جائے گا

پھر بہار آئی ہے گلشن کا نظارہ کر لو

ورنہ یہ وقت سہانہ بھی بدل جائے گا

مفلسی مسند زردار پہ قابض ہوگی

محل بدلے گا زمانہ بھی بدل جائے گا

کس کو معلوم تھا انجام یہ ہوگا اظہرؔ

گھر بدلتے ہی گھرانا بھی بدل جائے گا

اظہر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega

Azhar Lakhnavi

ye mohabbat ka fasana bhi badal jaega
waqt ke sath zamana bhi badal jaega

aaj-kal mein koi tufan hai uThne wala
hum gharibon ka Thikana bhi badal jaega

mujh se lillah na sarkar chhuDaen daman
aap badle to zamana bhi badal jaega

phir bahaar aai hai gulshan ka nazara kar lo
warna ye waqt suhana bhi badal jaega

muflisi masnad-e-zardar pe qabiz hogi
mahal badlega zamana bhi badal jaega

kis ko malum tha anjam ye hoga 'azhar'
ghar badalte hi gharana bhi badal jaega

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega written by Azhar Lakhnavi at UrduPoint. Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega is one of the masterpieces written by Azhar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Azhar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Lakhnavi' above.

Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mohabbat Ka Fasana Bhi Badal Jaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.