Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye, Urdu Ghazal By Azhar Nadvi

Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Nadvi. Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور کیوں درد سر کیجئے

اظہر ندوی

اور کیوں درد سر کیجئے

بات کو مختصر کیجئے

اشک تو ختم ہی ہو چکے

خون سے چشم تر کیجئے

قدرداں ہی نہ جب کوئی ہو

کس سے عرض ہنر کیجئے

رہزنوں کو حیا جن سے آئے

مت انہیں راہبر کیجئے

کیجے تعمیر بے شک محل

کیوں ہمیں در بدر کیجئے

جیسے خوشبو رہے پھول میں

زندگی یوں بسر کیجئے

اظہر ندوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye

Azhar Nadvi

aur kyon dard-e-sar kijiye
baat ko muKHtasar kijiye

ashk to KHatm hi ho chuke
KHun se chashm tar kijiye

qadr-dan hi na jab koi ho
kis se arz-e-hunar kijiye

rahzanon ko haya jin se aae
mat unhen rahbar kijiye

kije tamir be-shak mahal
kyon hamein dar-ba-dar kijiye

jaise KHushbu rahe phul mein
zindagi yun basar kijiye

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye written by Azhar Nadvi at UrduPoint. Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye is one of the masterpieces written by Azhar Nadvi. You can also find the complete poetry collection of Azhar Nadvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Nadvi' above.

Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Kyon Dard-e-sar Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.