Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya, Urdu Ghazal By Azhar Naiyyar

Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Naiyyar. Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہرے درخت کا شاخوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

اظہر نیر

ہرے درخت کا شاخوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

ہوا چلی تو گلابوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

کہاں ہیں اب وہ مہکتے ہوئے حسیں منظر

کھلی جو آنکھ تو خوابوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

ذرا سی دیر میں بیمار غم ہوا رخصت

پلک جھپکتے ہی لوگوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

گلاب تتلی دھنک روشنی کرن جگنو

ہر ایک شے کا نگاہوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

اٹھی جو صحن میں دیوار اختلاف بڑھے

زمیں کے واسطے اپنوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

کتاب زیست کا ہر صفحہ سادہ ہے نیرؔ

قلم کی نوک کا لفظوں سے رشتہ ٹوٹ گیا

اظہر نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya

Azhar Naiyyar

hare daraKHt ka shaKHon se rishta TuT gaya
hua chali to gulabon se rishta TuT gaya

kahan hain ab wo mahakte hue hasin manzar
khuli jo aankh to KHwabon se rishta TuT gaya

zara si der mein bimar-e-gham hua ruKHsat
palak jhapakte hi logon se rishta TuT gaya

gulab titli dhanak raushni karan jugnu
har ek shai ka nigahon se rishta TuT gaya

uThi jo sahn mein diwar iKHtilaf baDhe
zamin ke waste apnon se rishta TuT gaya

kitab-e-zist ka har safha sada hai 'nayyar'
qalam ki nok ka lafzon se rishta TuT gaya

(694) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya written by Azhar Naiyyar at UrduPoint. Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya is one of the masterpieces written by Azhar Naiyyar. You can also find the complete poetry collection of Azhar Naiyyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Naiyyar' above.

Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hare DaraKHt Ka ShaKHon Se Rishta TuT Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.