IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain, Urdu Ghazal By Azhar Sajaad

IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Sajaad. IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اختلافات میں بیمار نظر آتے ہیں

اظہر سجاد

اختلافات میں بیمار نظر آتے ہیں

مجھ کو یہ سارے ہی بیمار نظر آتے ہیں

جتنے جاہل ہیں نکمے ہیں اچکے ہیں یہاں

وہی حاکم کے طرف دار نظر آتے ہیں

حکم زردار یہ ہے ان کو نظر بند کرو

امن کے جو بھی طرف دار نظر آتے ہیں

آنسوؤں کی تو ان آنکھوں میں کچھ اوقات نہیں

گرچہ آتے ہیں تو بے کار نظر آتے ہیں

سارے رنگوں کے گلوں سے ہے چمن کی زینت

یہ چمن جو ابھی گلزار نظر آتے ہیں

اب جو لکھ دی ہے حقیقت تو ہم اظہرؔ سب کو

ہیں تو شاعر پر اداکار نظر آتے ہیں

اظہر سجاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain

Azhar Sajaad

iKHtilafat mein bimar nazar aate hain
mujh ko ye sare hi bimar nazar aate hain

jitne jahil hain nikamme hain uchakke hain yahan
wahi hakim ke taraf-dar nazar aate hain

hukm-e-zardar ye hai un ko nazar-band karo
amn ke jo bhi taraf-dar nazar aate hain

aansuon ki to in aankhon mein kuchh auqat nahin
garche aate hain to bekar nazar aate hain

sare rangon ke gulon se hai chaman ki zinat
ye chaman jo abhi gulzar nazar aate hain

ab jo likh di hai haqiqat to hum 'azhar' sab ko
hain to shair par adakar nazar aate hain

(370) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain written by Azhar Sajaad at UrduPoint. IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain is one of the masterpieces written by Azhar Sajaad. You can also find the complete poetry collection of Azhar Sajaad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Sajaad' above.

IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like IKHtilafat Mein Bimar Nazar Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.