Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki, Urdu Ghazal By Azimuddin Sahil Kalamnoori

Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azimuddin Sahil Kalamnoori. Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

طاقت نہیں ہے تیرے پروں میں اڑان کی

عظیم الدین ساحل کلم نوری

طاقت نہیں ہے تیرے پروں میں اڑان کی

رہ کر زمیں پہ سوچ نہ تو آسمان کی

وہ ٹوٹ جائے گا کبھی جھکنے نہ پائے گا

ورثے میں اس نے پائی ہے فطرت چٹان کی

گزری ہے عمر ساری ہی گھر میں کرائے کے

حسرت ہی دل میں رہ گئی ذاتی مکان کی

محتاج دانے دانے کو یارو کسان ہے

حاکم کو ہے پڑی ہوئی اپنے لگان کی

ساحلؔ اٹھو کہ سونے کا وقت اب نہیں رہا

کانوں میں گونجتی ہیں صدائیں اذان کی

عظیم الدین ساحل کلم نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki

Azimuddin Sahil Kalamnoori

taqat nahin hai tere paron mein uDan ki
rah kar zamin pe soch na tu aasman ki

wo TuT jaega kabhi jhukne na paega
wirse mein us ne pai hai fitrat chaTan ki

guzri hai umr sari hi ghar mein kirae ke
hasrat hi dil mein rah gai zati makan ki

muhtaj dane dane ko yaro kisan hai
hakim ko hai paDi hui apne lagan ki

'sahil' uTho ki sone ka waqt ab nahin raha
kanon mein gunjti hain sadaen azan ki

(662) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki written by Azimuddin Sahil Kalamnoori at UrduPoint. Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki is one of the masterpieces written by Azimuddin Sahil Kalamnoori. You can also find the complete poetry collection of Azimuddin Sahil Kalamnoori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azimuddin Sahil Kalamnoori' above.

Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Taqat Nahin Hai Tere Paron Mein UDan Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.