BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur, Urdu Ghazal By Aziz Tamannai

BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aziz Tamannai. BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑھنے دے ابھی کش مکش تار نفس اور

عزیز تمنائی

بڑھنے دے ابھی کش مکش تار نفس اور

اے گوش بر آواز ذرا دیر ترس اور

ہم مائل پرواز رہے جتنی لگن سے

اٹھتی ہی گئی اتنی ہی دیوار قفس اور

یہ آتش شوق اور یہ دو چار پھواریں

اے ابر سیہ مست ذرا کھل کے برس اور

اک قافلۂ زیست بچھڑ جائے تو کیا غم

آتی ہے بہت دور سے آواز جرس اور

فردا میں بہاروں کے نشاں ڈھونڈنے والو

کیا ہوگا زمانے کا چلن اب کے برس اور

ہم نے جو تمنائیؔ بیابان طلب میں

اک عمر گزاری ہے تو دو چار برس اور

عزیز تمنائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur

Aziz Tamannai

baDhne de abhi kashmakash-e-tar-e-nafas aur
ai gosh-bar-awaz zara der taras aur

hum mail-e-parwaz rahe jitni lagan se
uThti hi gai utni hi diwar-e-qafas aur

ye aatish-e-shauq aur ye do-chaar phuwaren
ai abr-e-siyah-mast zara khul ke baras aur

ek qafila-e-zist bichhaD jae to kya gham
aati hai bahut dur se aawaz-e-jaras aur

farda mein bahaaron ke nishan DhunDne walo
kya hoga zamane ka chalan ab ke baras aur

hum ne jo 'tamannai' bayaban-e-talab mein
ek umr guzari hai to do-chaar baras aur

(555) ووٹ وصول ہوئے

You can read BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur written by Aziz Tamannai at UrduPoint. BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur is one of the masterpieces written by Aziz Tamannai. You can also find the complete poetry collection of Aziz Tamannai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aziz Tamannai' above.

BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDhne De Abhi Kashmakash-e-tar-e-nafas Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.