Apne Chehre Par Kai Chehre Liye, Urdu Ghazal By Badar Jamali

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badar Jamali. Apne Chehre Par Kai Chehre Liye comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Apne Chehre Par Kai Chehre Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے چہرے پر کئی چہرے لیے

بدر جمالی

اپنے چہرے پر کئی چہرے لیے

ہم بڑے ہی پارسا بن کر جیے

راز الفت کا چھپانے کے لیے

ضبط گریہ بھی کیا لب بھی سیے

جن میں چلتی ہیں ہوائیں تیز تیز

ایسی راہوں میں جلائے ہیں دیے

جو بھی ہیں اس بزم میں مدہوش ہیں

اور یہ مدہوشیاں ہیں بن پیے

آپ نے چھوڑے ہیں جو نقش قدم

وہ ہمارے حق میں ہیں روشن دیے

غم کے طوفانوں کی زد پر بے خطر

پھر جمالیؔ نے جلائے ہیں دیے

بدر جمالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye

Badar Jamali

apne chehre par kai chehre liye
hum baDe hi parsa ban kar jiye

raaz ulfat ka chhupane ke liye
zabt-e-girya bhi kiya lab bhi siye

jin mein chalti hain hawaen tez tez
aisi rahon mein jalae hain diye

jo bhi hain is bazm mein madhosh hain
aur ye madhoshiyan hain bin piye

aap ne chhoDe hain jo naqsh-e-qadam
wo hamare haq mein hain raushan diye

gham ke tufanon ki zad par be-KHatar
phir 'jamali' ne jalae hain diye

(604) ووٹ وصول ہوئے

You can read Apne Chehre Par Kai Chehre Liye written by Badar Jamali at UrduPoint. Apne Chehre Par Kai Chehre Liye is one of the masterpieces written by Badar Jamali. You can also find the complete poetry collection of Badar Jamali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badar Jamali' above.

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Chehre Par Kai Chehre Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.