Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka, Urdu Ghazal By Badiuzzaman Khawar

Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badiuzzaman Khawar. Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محسوس ہو رہا ہے جو غم میری ذات کا

بدیع الزماں خاور

محسوس ہو رہا ہے جو غم میری ذات کا

سچ پوچھیے تو درد ہے وہ کائنات کا

گھر کی گھٹن سے دور نکل جائے آدمی

سڑکوں پہ خوف ہو نہ اگر حادثات کا

اپنے بدن کو اور تھکاؤ نہ دوستو

ڈھل جائے دن تو بوجھ اٹھانا ہے رات کا

اک دوسرے کو زہر پلاتے ہیں لوگ اب

باتوں میں شہد گھول کے قند و نبات کا

ہر شخص تیرے شہر میں مجرم بنا ہوا

پھرتا ہے ڈھونڈھتا ہوا رشتہ نجات کا

اس میں کسی کا عکس نہ چہرہ دکھائی دے

دھندلا گیا ہے آئنہ خاورؔ حیات کا

بدیع الزماں خاور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka

Badiuzzaman Khawar

mahsus ho raha hai jo gham meri zat ka
sach puchhiye to dard hai wo kaenat ka

ghar ki ghuTan se dur nikal jae aadmi
saDkon pe KHauf ho na agar hadsat ka

apne badan ko aur thakao na dosto
Dhal jae din to bojh uThana hai raat ka

ek dusre ko zahr pilate hain log ab
baaton mein shahd ghol ke qand-o-nabaat ka

har shaKHs tere shahr mein mujrim bana hua
phirta hai DhunDhta hua rishta najat ka

is mein kisi ka aks na chehra dikhai de
dhundla gaya hai aaina 'KHawar' hayat ka

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka written by Badiuzzaman Khawar at UrduPoint. Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka is one of the masterpieces written by Badiuzzaman Khawar. You can also find the complete poetry collection of Badiuzzaman Khawar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badiuzzaman Khawar' above.

Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahsus Ho Raha Hai Jo Gham Meri Zat Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.