Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein, Urdu Ghazal By Badiuzzaman Khawar

Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badiuzzaman Khawar. Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی ہی روشنی ہے شہر میں

بدیع الزماں خاور

روشنی ہی روشنی ہے شہر میں

پھر بھی گویا تیرگی ہے شہر میں

روز و شب کے شور و غل کے باوجود

اک طرح کی خامشی ہے شہر میں

ریل کی پٹری پہ سو جاتے ہیں لوگ

کتنی آساں خود کشی ہے شہر میں

جو عمارت ہے وہ سر سے پاؤں تک

اشتہاروں سے سجی ہے شہر میں

گاؤں چھوڑے ہو چکی مدت مگر

خاورؔ اب تک اجنبی ہے شہر میں

بدیع الزماں خاور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein

Badiuzzaman Khawar

raushni hi raushni hai shahr mein
phir bhi goya tirgi hai shahr mein

roz-o-shab ke shor-o-ghul ke bawajud
ek tarah ki KHamushi hai shahr mein

rail ki paTri pe so jate hain log
kitni aasan KHud-kushi hai shahr mein

jo imarat hai wo sar se panw tak
ishtihaaron se saji hai shahr mein

ganw chhoDe ho chuki muddat magar
'KHawar' ab tak ajnabi hai shahr mein

(772) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein written by Badiuzzaman Khawar at UrduPoint. Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein is one of the masterpieces written by Badiuzzaman Khawar. You can also find the complete poetry collection of Badiuzzaman Khawar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badiuzzaman Khawar' above.

Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.