Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai, Urdu Ghazal By Badr E Alam Khan Azmi

Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badr E Alam Khan Azmi. Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی دیوار لرزتی ہے تو در چیختا ہے

بدر عالم خاں اعظمی

کبھی دیوار لرزتی ہے تو در چیختا ہے

جانے کیا بات ہے دن رات یہ گھر چیختا ہے

سارے ماحول پہ طاری ہے کثافت ایسی

سانس لیتے ہوئے گھبرا کے شجر چیختا ہے

خامشی حوصلہ ظالم کا بڑھا دیتی ہے

اور خطا کار ہے مظلوم اگر چیختا ہے

روح میں ڈنک چبھوتی ہے ستم پیشہ حیات

ایک خاموش فغاں ہے کہ بشر چیختا ہے

کتنا بے خوف تھا وہ غار کی تاریکی میں

آج ہاتھوں میں لیے شمس و قمر چیختا ہے

کبھی تاریخ اچھلتی ہے کٹے ہاتھ کے ساتھ

کبھی نیزے پہ اچھالا ہوا سر چیختا ہے

پیش کرتا ہے چھپا کر غم پنہاں لیکن

اس کی تحریر کا ہر زیر و زبر چیختا ہے

سخت بیمار سہی تاجؔ ابھی زندہ ہے

اک مصور کا مگر خون جگر چیختا ہے

بدر عالم خاں اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai

Badr E Alam Khan Azmi

kabhi diwar larazti hai to dar chiKHta hai
jaane kya baat hai din-raat ye ghar chiKHta hai

sare mahaul pe tari hai kasafat aisi
sans lete hue ghabra ke shajar chiKHta hai

KHamushi hausla zalim ka baDha deti hai
aur KHata-kar hai mazlum agar chiKHta hai

ruh mein Dank chubhoti hai sitam-pesha hayat
ek KHamosh fughan hai ki bashar chiKHta hai

kitna be-KHauf tha wo ghaar ki tariki mein
aaj hathon mein liye shams-o-qamar chiKHta hai

kabhi tariKH uchhalti hai kaTe hath ke sath
kabhi neze pe uchhaala hua sar chiKHta hai

pesh karta hai chhupa kar gham-e-pinhan lekin
us ki tahrir ka har zer-o-zabar chiKHta hai

saKHt bimar sahi 'taj' abhi zinda hai
ek musawwir ka magar KHun-e-jigar chiKHta hai

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai written by Badr E Alam Khan Azmi at UrduPoint. Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai is one of the masterpieces written by Badr E Alam Khan Azmi. You can also find the complete poetry collection of Badr E Alam Khan Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badr E Alam Khan Azmi' above.

Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Diwar Larazti Hai To Dar ChiKHta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.