Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Badr Jameel

Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badr Jameel. Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے تو کبھی وقت یہ ہم پر نہیں آیا

بدر جمیل

پہلے تو کبھی وقت یہ ہم پر نہیں آیا

ہم چلتے رہے چلتے رہے گھر نہیں آیا

سورج کی ہے بے خبری کہ موسم کی شرارت

کیوں سایہ مرے قد کے برابر نہیں آیا

کیا لوگ تھے بستی میں کہ جلتی رہی بستی

اور گھر سے نکل کر کوئی باہر نہیں آیا

کیوں ولولے محدود ہوئے لفظ و بیاں تک

کیوں دار تلک کوئی قد آور نہیں آیا

اس بار بھی کیا یوں ہی گزر جائے گا ساون

اس بار بھی تو پیڑ پہ پتھر نہیں آیا

بدر جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya

Badr Jameel

pahle to kabhi waqt ye hum par nahin aaya
hum chalte rahe chalte rahe ghar nahin aaya

suraj ki hai be-KHabari ki mausam ki shararat
kyon saya mere qad ke barabar nahin aaya

kya log the basti mein ki jalti rahi basti
aur ghar se nikal kar koi bahar nahin aaya

kyon walwale mahdud hue lafz-o-bayan tak
kyon dar talak koi qad-awar nahin aaya

is bar bhi kya yunhi guzar jaega sawan
is bar bhi to peD pe patthar nahin aaya

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya written by Badr Jameel at UrduPoint. Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Badr Jameel. You can also find the complete poetry collection of Badr Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badr Jameel' above.

Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle To Kabhi Waqt Ye Hum Par Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.