Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai, Urdu Ghazal By Badr Mohammadi

Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badr Mohammadi. Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہتے پانی کی نشانی اور ہے

بدر محمدی

بہتے پانی کی نشانی اور ہے

ٹھہرے دریا کی روانی اور ہے

رکھ رکھاؤ خاندانی اور ہے

ہو کنواں گہرا تو پانی اور ہے

دن میں لگتی رات رانی اور ہے

اس کا سچ اس کی کہانی اور ہے

سینچتے ہیں خون دل سے ہم انہیں

خواہشوں کی باغبانی اور ہے

دو دنوں کے بعد یہ ہم پر کھلا

دو دنوں کی زندگانی اور ہے

جو نہیں مرتی کسی بھی موت سے

وہ حیات جاودانی اور ہے

آسماں کو کیوں نہیں کہتے زمیں

اس کی مٹی تو پرانی اور ہے

بدر محمدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai

Badr Mohammadi

bahte pani ki nishani aur hai
Thahre dariya ki rawani aur hai

rakh-rakhaw KHandani aur hai
ho kuan gahra to pani aur hai

din mein lagti raat-rani aur hai
us ka sach us ki kahani aur hai

sinchte hain KHun-e-dil se hum unhen
KHwahishon ki baghbani aur hai

do dinon ke ba'd ye hum par khula
do dinon ki zindagani aur hai

jo nahin marti kisi bhi maut se
wo hayat-e-jawedani aur hai

aasman ko kyon nahin kahte zamin
us ki miTTi to purani aur hai

(842) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai written by Badr Mohammadi at UrduPoint. Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai is one of the masterpieces written by Badr Mohammadi. You can also find the complete poetry collection of Badr Mohammadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badr Mohammadi' above.

Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahte Pani Ki Nishani Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.