Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu, Urdu Ghazal By Badr Mohammadi

Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Badr Mohammadi. Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی اور اندھیروں کے سفر کا جادو

بدر محمدی

روشنی اور اندھیروں کے سفر کا جادو

دیکھتا رہتا ہوں میں شام و سحر کا جادو

رہبر و راہزن و راہ گزر کا جادو

کتنے جادو کا تماشا ہے سفر کا جادو

سو گئے چاند ستارے تو جگا ہے سورج

کر گیا رات کو دن پچھلے پہر کا جادو

آسماں پر نہیں کام آیا کرشمہ اس کا

ہو گیا رو بہ زمیں شمس و قمر کا جادو

خشک ہو جاتا ہے دریا بھی اثر سے اس کے

تم نے دیکھا ہی نہیں دیدۂ تر کا جادو

آؤ مل جائیں کبھی پھر نہ بچھڑنے کے لئے

ہم بھی دکھلائیں ذرا شیر و شکر کا جادو

بدر محمدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu

Badr Mohammadi

raushni aur andheron ke safar ka jadu
dekhta rahta hun main sham-o-sahar ka jadu

rahbar-o-rahzan-o-rahguzar ka jadu
kitne jadu ka tamasha hai safar ka jadu

so gae chand sitare to jaga hai suraj
kar gaya raat ko din pichhle pahar ka jadu

aasman par nahin kaam aaya karishma us ka
ho gaya ru-ba-zamin shams-o-qamar ka jadu

KHushk ho jata hai dariya bhi asar se us ke
tum ne dekha hi nahin dida-e-tar ka jadu

aao mil jaen kabhi phir na bichhaDne ke liye
hum bhi dikhlaen zara shir-o-shakar ka jadu

(725) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu written by Badr Mohammadi at UrduPoint. Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu is one of the masterpieces written by Badr Mohammadi. You can also find the complete poetry collection of Badr Mohammadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Badr Mohammadi' above.

Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Aur Andheron Ke Safar Ka Jadu, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.