Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai, Urdu Ghazal By Bahzad Fatami

Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bahzad Fatami. Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وجہ شہرت تیری آشفتہ سری میری ہے

بہزاد فاطمی

وجہ شہرت تیری آشفتہ سری میری ہے

شہر تیرا ہی سہی در بدری میری ہے

چن لیا لاکھ خداؤں میں پرستش کے لئے

حسن تیرا ہی سہی دیدہ وری میری ہے

ہے خبر موسم سفاک کی ہم کو لیکن

بارش سنگ میں بھی شیشہ گری میری ہے

ہو کے آزاد بھی میں قید قفس ہی میں رہا

ہائے کیا چیز یہ بے بال و پری میری ہے

اب تو مانوس ہوں اس درجہ غموں سے بہزادؔ

بزم احباب میں بھی نوحہ گری میری ہے

بہزاد فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai

Bahzad Fatami

wajh-e-shohrat teri aashufta sari meri hai
shahar tera hi sahi dar-badari meri hai

chun liya lakh KHudaon mein parastish ke liye
husn tera hi sahi dida-wari meri hai

hai KHabar mausam-e-saffak ki hum ko lekin
barish-e-sang mein bhi shishagari meri hai

ho ke aazad bhi main qaid qafas hi mein raha
hae kya chiz ye be-baal-o-pari meri hai

ab to manus hun is darja ghamon se 'bahzad'
bazm-e-ahbab mein bhi nauhagari meri hai

(875) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai written by Bahzad Fatami at UrduPoint. Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai is one of the masterpieces written by Bahzad Fatami. You can also find the complete poetry collection of Bahzad Fatami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bahzad Fatami' above.

Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wajh-e-shohrat Teri Aashufta Sari Meri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.