Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai, Urdu Ghazal By Bakhtiyar Ziya

Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bakhtiyar Ziya. Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج مائل بہ کرم اک بت رعنائی ہے

بختیار ضیا

آج مائل بہ کرم اک بت رعنائی ہے

ساری دنیا مرے دامن میں سمٹ آئی ہے

حسن مصروف تجلی و خود آرائی ہے

وہ تماشہ ہی نہیں خود بھی تماشائی ہے

آپ سے پہلے کہاں غم سے شناسائی تھی

مل گئے آپ تو ہر غم سے شناسائی ہے

اس طرح دیکھنا جیسے مجھے دیکھا ہی نہیں

یہ ادا آپ کی خود مظہر یکتائی ہے

چند کلیاں ہی نہیں سارا چمن اپنا ہے

کون ٹوکے گا ہمیں کس کی قضا آئی ہے

جس میں دہکے ہوئے شعلے کی سی تاثیر نہ ہو

وہ ضیاؔ شعر نہیں قافیہ پیمائی ہے

بختیار ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai

Bakhtiyar Ziya

aaj mail-ba-karam ek but-e-ranai hai
sari duniya mere daman mein simaT aai hai

husn masruf-e-tajalli-o-KHud-arai hai
wo tamasha hi nahin KHud bhi tamashai hai

aap se pahle kahan gham se shanasai thi
mil gae aap to har gham se shanasai hai

is tarah dekhna jaise mujhe dekha hi nahin
ye ada aap ki KHud mazhar-e-yaktai hai

chand kaliyan hi nahin sara chaman apna hai
kaun Tokega hamein kis ki qaza aai hai

jis mein dahke hue shoale ki si tasir na ho
wo 'ziya' sher nahin qafiya-paimai hai

(1037) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai written by Bakhtiyar Ziya at UrduPoint. Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai is one of the masterpieces written by Bakhtiyar Ziya. You can also find the complete poetry collection of Bakhtiyar Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bakhtiyar Ziya' above.

Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Mail-ba-karam Ek But-e-ranai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.