Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Bakhtiyar Ziya

Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bakhtiyar Ziya. Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی خدشہ ہے نہ طوفان بلا کچھ بھی نہیں

بختیار ضیا

کوئی خدشہ ہے نہ طوفان بلا کچھ بھی نہیں

اب نہ غمزہ ہے نہ انداز و ادا کچھ بھی نہیں

عشق کہتے ہیں کسے حسن ہے کیا کچھ بھی نہیں

میری آنکھیں تری صورت کے سوا کچھ بھی نہیں

کب سے ویران پڑی ہے مرے دل کی دنیا

کوئی نغمہ کسی پائل کی صدا کچھ بھی نہیں

زہر سے کم نہیں یہ ساغر مے میرے لئے

تو نہیں ہے تو یہ موسم یہ فضا کچھ بھی نہیں

تیرے چہرے پہ قیامت ہے حیا کی سرخی

رنگ گل رنگ شفق رنگ حنا کچھ بھی نہیں

بختیار ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin

Bakhtiyar Ziya

koi KHadsha hai na tufan bala kuchh bhi nahin
ab na ghamza hai na andaz-o-ada kuchh bhi nahin

ishq kahte hain kise husn hai kya kuchh bhi nahin
meri aankhen teri surat ke siwa kuchh bhi nahin

kab se viran paDi hai mere dil ki duniya
koi naghma kisi pael ki sada kuchh bhi nahin

zahr se kam nahin ye saghar-e-mai mere liye
tu nahin hai to ye mausam ye faza kuchh bhi nahin

tere chehre pe qayamat hai haya ki surKHi
rang-e-gul rang-e-shafaq rang-e-hina kuchh bhi nahin

(776) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin written by Bakhtiyar Ziya at UrduPoint. Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Bakhtiyar Ziya. You can also find the complete poetry collection of Bakhtiyar Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bakhtiyar Ziya' above.

Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi KHadsha Hai Na Tufan Bala Kuchh Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.