Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo, Urdu Ghazal By Bayan Ahsanullah Khan

Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bayan Ahsanullah Khan. Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہا اغیار کا حق میں مرے منظور مت کیجو

بیاں احسن اللہ خان

کہا اغیار کا حق میں مرے منظور مت کیجو

مجھے نزدیک سے اپنے کبھو تو دور مت کیجو

ہوئے سنگ جفا سے شیشۂ دل کے کئی ٹکڑے

بس اب اس سے زیادہ اور چکناچور مت کیجو

مرے مرہم گزار اس شوخ بے پروا سے یہ کہیو

کہ ظالم زخم تازہ ہے اسے ناسور مت کیجو

حقارت اپنے عاشق کی نہیں معشوق کو بھاتی

بیاںؔ سعی اپنی رسوائی میں تا مقدور مت کیجو

کہا تھا سارباں کے کان میں لیلیٰ نے آہستہ

کہ مجنوں کی خرابی کا کہیں مذکور مت کیجو

بیاں احسن اللہ خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo

Bayan Ahsanullah Khan

kaha aghyar ka haq mein mere manzur mat kijo
mujhe nazdik se apne kabhu tu dur mat kijo

hue sang-e-jafa se shisha-e-dil ke kai TukDe
bas ab is se ziyaada aur chaknachur mat kijo

mere marham-guzar us shoKH-e-be-parwa se ye kahiyo
ki zalim zaKHm taza hai use nasur mat kijo

haqarat apne aashiq ki nahin mashuq ko bhati
'bayan' sai apni ruswai mein ta maqdur mat kijo

kaha tha sar-ban ke kan mein laila ne aahista
ki majnun ki KHarabi ka kahin mazkur mat kijo

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo written by Bayan Ahsanullah Khan at UrduPoint. Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo is one of the masterpieces written by Bayan Ahsanullah Khan. You can also find the complete poetry collection of Bayan Ahsanullah Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bayan Ahsanullah Khan' above.

Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaha Aghyar Ka Haq Mein Mere Manzur Mat Kijo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.