Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein, Urdu Ghazal By Bekhud Mohani

Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bekhud Mohani. Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

امتحان و صبر کی حد کیوں پڑے تاخیر میں

بیخود موہانی

امتحان و صبر کی حد کیوں پڑے تاخیر میں

جو نہ لکھوائے کوئی لکھ دے مری تقدیر میں

خواب ہستی دیکھنے والے تھے کیسے بد نصیب

خواب کا عالم بھی گزرا دہشت تعبیر میں

حشر میں ہلچل ہوئی قاتل کو غش آنے لگے

آئے وہ کچھ بے گنہ جکڑے ہوئے زنجیر میں

ان نصیبوں پر تھی قدرت سے الجھنے کی امنگ

عمر بھر چوٹیں چلیں تدبیر اور تقدیر میں

اور ہی عالم ہے کچھ دنیائے حسن و عشق کا

ہے یہاں جو شے بھی ہے ڈوبی ہوئی تاثیر میں

ناز سجدے میں ادا حیرت میں جلوے وجد میں

دل نے یہ دیکھا حریم دوست کی تصویر میں

ذرہ ذرے سے صدائے بازگشت آنے لگی

اور کیا ہوتا اثر ظالم تری تقریر میں

دل کو پیدا کرکے فطرت خود غضب میں پڑ گئی

محو ہے اخفائے راز دہر کی تدبیر میں

جس میں تھیں ساری خیال یار کی آزادیاں

وہ دل رم آفریں جکڑا رہا زنجیر میں

کیوں کسی نے نقش آشوب تمنا کھینچ کر

بھر دیا مجبوریوں کا رنگ ہر تصویر میں

اللہ اللہ ایک ذرے کی بھی حد ملتی نہیں

رنگ ہو نقاش کا اتنا تو ہر تصویر میں

پائے بیخودؔ میں کچھ ایسی بیڑیاں ڈالی گئیں

جن سے بعد حشر بھی چھٹنا نہ تھا تقدیر میں

بیخود موہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein

Bekhud Mohani

imtihan-o-sabr ki had kyon paDe taKHir mein
jo na likhwae koi likh de meri taqdir mein

KHwab-e-hasti dekhne wale the kaise bad-nasib
KHwab ka aalam bhi guzra dahshat-e-tabir mein

hashr mein halchal hui qatil ko ghash aane lage
aae wo kuchh be-gunah jakDe hue zanjir mein

in nasibon par thi qudrat se ulajhne ki umang
umr bhar choTen chalin tadbir aur taqdir mein

aur hi aalam hai kuchh duniya-e-husn-o-ishq ka
hai yahan jo shai bhi hai Dubi hui tasir mein

naz sajde mein ada hairat mein jalwe wajd mein
dil ne ye dekha harim-e-dost ki taswir mein

zarre zarre se sada-e-bazgasht aane lagi
aur kya hota asar zalim teri taqrir mein

dil ko paida karke fitrat KHud ghazab mein paD gai
mahw hai iKHfa-e-raaz-e-dahr ki tadbir mein

jis mein thin sari KHayal-e-yar ki aazadiyan
wo dil-e-ram-afrin jakDa raha zanjir mein

kyon kisi ne naqsh-e-ashob-e-tamanna khinch kar
bhar diya majburiyon ka rang har taswir mein

allah allah ek zarre ki bhi had milti nahin
rang ho naqqash ka itna to har taswir mein

pa-e-‘beKHud’ mein kuchh aisi beDiyan Dali gain
jin se baad-e-hashr bhi chhuTna na tha taqdir mein

(832) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein written by Bekhud Mohani at UrduPoint. Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein is one of the masterpieces written by Bekhud Mohani. You can also find the complete poetry collection of Bekhud Mohani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bekhud Mohani' above.

Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Imtihan-o-sabr Ki Had Kyon PaDe TaKHir Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.