Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai, Urdu Ghazal By Bhaskar Shukla

Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bhaskar Shukla. Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ مسجد ہے کوئی نہ چرچ ہے نہ کوئی مندر ہے

بھاسکر شکلا

نہ مسجد ہے کوئی نہ چرچ ہے نہ کوئی مندر ہے

اگر گھر ہے کہیں اس کا تو تیرے دل کے اندر ہے

زمانے کی نظر کو وہ بھلا آئے نظر کیسے

نہ اس کا رنگ ہے نہ روپ ہے نہ کوئی پیکر ہے

پرندوں میں چہکتا ہے گلوں میں وہ مہکتا ہے

ہے اس کی ہی اداکاری جو یہ قدرت کا منظر ہے

میں ہندو ہوں مسلماں تم یہ ہیں انسان کی باتیں

وہ ہے خالق سبھی کا اس کے آگے سب برابر ہے

ہے اندازہ مجھے آگے سفر مشکل بہت ہوگا

مگر جب ہم سفر تو ہے تو پھر کس بات کا ڈر ہے

بھاسکر شکلا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai

Bhaskar Shukla

na masjid hai koi na charch hai na koi mandir hai
agar ghar hai kahin us ka to tere dil ke andar hai

zamane ki nazar ko wo bhala aae nazar kaise
na us ka rang hai na rup hai na koi paikar hai

parindon mein chahakta hai gulon mein wo mahakta hai
hai us ki hi adakari jo ye qudrat ka manzar hai

main hindu hun musalman tum ye hain insan ki baaten
wo hai KHaliq sabhi ka us ke aage sab barabar hai

hai andaza mujhe aage safar mushkil bahut hoga
magar jab ham-safar tu hai to phir kis baat ka Dar hai

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai written by Bhaskar Shukla at UrduPoint. Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai is one of the masterpieces written by Bhaskar Shukla. You can also find the complete poetry collection of Bhaskar Shukla by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bhaskar Shukla' above.

Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Masjid Hai Koi Na Charch Hai Na Koi Mandir Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.