BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye, Urdu Ghazal By Bilal Raaz

BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bilal Raaz. BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھیڑ میں گونگوں کی پہچان بنانے کے لیے

بلال راز

بھیڑ میں گونگوں کی پہچان بنانے کے لیے

حوصلہ چاہیے آواز اٹھانے کے لیے

دین انساں کی بھلائی کے لیے آیا تھا

رہ گیا اب یہ فقط کھانے کمانے کے لیے

پیار کو بھولنا آسان نہیں ہے صاحب

مدتیں لگتی ہیں اک شخص بھلانے کے لیے

روز دو روز کا قصہ نہ سمجھیے اس کو

عشق تو ہوتا ہے اک عمر رلانے کے لیے

موت کے بعد مری رازؔ پڑھے جائیں گے

میرے اشعار مری یاد دلانے کے لیے

بلال راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye

Bilal Raaz

bhiD mein gungon ki pahchan banane ke liye
hausla chahiye aawaz uThane ke liye

din insan ki bhalai ke liye aaya tha
rah gaya ab ye faqat khane-kamane ke liye

pyar ko bhulna aasan nahin hai sahab
muddaten lagti hain ek shaKHs bhulane ke liye

roz-do-roz ka qissa na samajhiye is ko
ishq to hota hai ek umr rulane ke liye

maut ke baad meri 'raaz' paDhe jaenge
mere ashaar meri yaad dilane ke liye

(623) ووٹ وصول ہوئے

You can read BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye written by Bilal Raaz at UrduPoint. BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye is one of the masterpieces written by Bilal Raaz. You can also find the complete poetry collection of Bilal Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bilal Raaz' above.

BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like BhiD Mein Gungon Ki Pahchan Banane Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.