Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate, Urdu Ghazal By Bilal Raaz

Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bilal Raaz. Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بدلتے ہوئے منظر نہیں دیکھے جاتے

بلال راز

یہ بدلتے ہوئے منظر نہیں دیکھے جاتے

دست احباب میں خنجر نہیں دیکھے جاتے

دیکھے جاتے ہیں فقط فتح مبیں کے سپنے

جنگ میں کٹتے ہوئے سر نہیں دیکھے جاتے

یہ محبت ہے کسی سے بھی یہ ہو سکتی ہے

اس میں تنگ دست و تونگر نہیں دیکھے جاتے

اپنے مٹی کے دیوں پر ہی قناعت کر لو

روز سورج کے یہ تیور نہیں دیکھے جاتے

آپ کا گھر ہے یہ آنکھیں تو انہیں میں رہیے

آپ ان آنکھوں سے باہر نہیں دیکھے جاتے

بلال راز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate

Bilal Raaz

ye badalte hue manzar nahin dekhe jate
dast-e-ahbab mein KHanjar nahin dekhe jate

dekhe jate hain faqat fath-e-mubin ke sapne
jang mein kaTte hue sar nahin dekhe jate

ye mohabbat hai kisi se bhi ye ho sakti hai
is mein tang-dast-o-tawangar nahin dekhe jate

apne miTTi ke diyon par hi qanaat kar lo
roz suraj ke ye tewar nahin dekhe jate

aap ka ghar hai ye aankhen to inhin mein rahiye
aap in aankhon se bahar nahin dekhe jate

(718) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate written by Bilal Raaz at UrduPoint. Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate is one of the masterpieces written by Bilal Raaz. You can also find the complete poetry collection of Bilal Raaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bilal Raaz' above.

Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Badalte Hue Manzar Nahin Dekhe Jate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.