Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai, Urdu Ghazal By Bishan Narayen Darabar

Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bishan Narayen Darabar. Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا روشنی حسن صبیح انجمن میں ہے

بشن نرائن درابر

کیا روشنی حسن صبیح انجمن میں ہے

فانوس میں ہے شمع کہ تن پیرہن میں ہے

بھڑکاتی ہے جنوں کو گل و لالہ کی بہار

اک آگ سی لگی ہوئی سارے چمن میں ہے

پرزے سمجھ کے جامۂ تن کے اڑا جنوں

وہ جامہ زیب بھی تو اسی پیرہن میں ہے

سوکھے شجر ہرے جو ہوئے پھر تو کیا ہوا

ناسور نو ہمارے بھی زخم کہن میں ہے

بزم خیال یار میں غیروں کا کیا گزر

خلوت جو چاہئے وہ اسی انجمن میں ہے

تقدیر ریگ شیشۂ ساعت ملی مجھے

کلفت سفر کی رات دن اپنے وطن میں ہے

بلبل کی خوشنوائی کا باعث ہے عشق گل

دل میں جو درد ہے تو مزہ بھی سخن میں ہے

رنگ خزاں بھی جس کا ہے رشک بہار ابر

وہ کشت زعفراں کی ہمارے وطن میں ہے

بشن نرائن درابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai

Bishan Narayen Darabar

kya raushni-e-husn-e-sabih anjuman mein hai
fanus mein hai shama ki tan pairahan mein hai

bhaDkati hai junun ko gul-o-lala ki bahaar
ek aag si lagi hui sare chaman mein hai

purze samajh ke jama-e-tan ke uDa junun
wo jama-zeb bhi to usi pairahan mein hai

sukhe shajar hare jo hue phir to kya hua
nasur-e-nau hamare bhi zaKHm-e-kuhan mein hai

bazm-e-KHayal-e-yar mein ghairon ka kya guzar
KHalwat jo chahiye wo usi anjuman mein hai

taqdir-e-reg-e-shisha-e-saat mili mujhe
kulfat safar ki raat din apne watan mein hai

bulbul ki KHush-nawai ka bais hai ishq-e-gul
dil mein jo dard hai to maza bhi suKHan mein hai

rang-e-KHizan bhi jis ka hai rashk-e-bahaar-e-abr
wo kisht zafaran ki hamare watan mein hai

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai written by Bishan Narayen Darabar at UrduPoint. Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai is one of the masterpieces written by Bishan Narayen Darabar. You can also find the complete poetry collection of Bishan Narayen Darabar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bishan Narayen Darabar' above.

Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Raushni-e-husn-e-sabih Anjuman Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.