Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha, Urdu Ghazal By Bismil Aazmi

Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bismil Aazmi. Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے حسی رہتی ہے جب مد مقابل تنہا

بسمل اعظمی

بے حسی رہتی ہے جب مد مقابل تنہا

زندگی ڈھونڈھتی رہ جاتی ہے منزل تنہا

سب نے تو بانٹ لی ہے صبح مسرت مل کر

طے کئے ہم نے شب غم کے مراحل تنہا

یاد آ جاتی ہے اس وقت دبے پاؤں تری

جب کبھی رہتی ہے یہ بارگہہ دل تنہا

خوف گرداب تلاطم تھا جنہیں بھاگ گئے

بس کھڑا رہ گیا میں ہی سر ساحل تنہا

اور بڑھ جاتی ہے یہ کشمکش دل بسملؔ

جب بھی جاتا ہوں سوئے کوچۂ قاتل تنہا

بسمل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha

Bismil Aazmi

be-hisi rahti hai jab madd-e-muqabil tanha
zindagi DhunDhti rah jati hai manzil tanha

sab ne to banT li hai subh-e-masarrat mil kar
tai kiye hum ne shab-e-gham ke marahil tanha

yaad aa jati hai us waqt dabe panw teri
jab kabhi rahti hai ye bargah-e-dil tanha

KHauf-e-girdab-e-talatum tha jinhen bhag gae
bas khaDa rah gaya main hi sar-e-sahil tanha

aur baDh jati hai ye kashmakash-e-dil 'bismil'
jab bhi jata hun su-e-kucha-e-qatil tanha

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha written by Bismil Aazmi at UrduPoint. Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha is one of the masterpieces written by Bismil Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Bismil Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bismil Aazmi' above.

Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-hisi Rahti Hai Jab Madd-e-muqabil Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.