KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya, Urdu Ghazal By Bismil Arifi

KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bismil Arifi. KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال و خواب کی دنیا سے استفادہ کیا

بسمل عارفی

خیال و خواب کی دنیا سے استفادہ کیا

ہنر سمجھ کے اسی کام کو زیادہ کیا

یہ تو نے کون سے منصب کی پاسداری کی

بنایا میر مجھے خود کو میر زادہ کیا

کمال یہ کہ جسے راستہ ملا ہی نہیں

وہ کہہ رہا ہے سفر ہم نے پا پیادہ کیا

کوئی بتاؤ کہ میں خود کو روکتا کیسے

جب اس نے ساتھ مرے چلنے کا ارادہ کیا

بہت دنوں پہ طبیعت ادھر ہوئی مائل

بہت دنوں پہ صبا نے بھی دل کشادہ کیا

بسمل عارفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya

Bismil Arifi

KHayal-o-KHwab ki duniya se istifada kiya
hunar samajh ke isi kaam ko ziyaada kiya

ye tu ne kaun se mansab ki pasdari ki
banaya mir mujhe KHud ko mirzada kiya

kamal ye ki jise rasta mila hi nahin
wo kah raha hai safar hum ne pa-piyaada kiya

koi batao ki main KHud ko rokta kaise
jab us ne sath mere chalne ka irada kiya

bahut dinon pe tabiat udhar hui mail
bahut dinon pe saba ne bhi dil kushada kiya

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya written by Bismil Arifi at UrduPoint. KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya is one of the masterpieces written by Bismil Arifi. You can also find the complete poetry collection of Bismil Arifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bismil Arifi' above.

KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-o-KHwab Ki Duniya Se Istifada Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.