Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana, Urdu Ghazal By Brijes Talat Nizamii

Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Brijes Talat Nizamii. Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی ہے رنگ حقیقت کبھی ہے افسانہ

برجیس طلعت نظامی

کبھی ہے رنگ حقیقت کبھی ہے افسانہ

یہ اک سراب ہے دنیا کہ آئنہ خانہ

حدود عشق میں یہ کون سا مقام آیا

خود اپنی آگ میں جلنے لگا ہے پروانہ

عجیب بات ہے دنیا کی واہ ری دنیا

جسے بھی اپنا کہا بن گیا وہ بیگانہ

وہ دوسروں کی حقیقت سے آشنا کیوں ہو

جو اپنی ذات سے خود ہی رہا ہو بیگانہ

سمجھ سکے نہ جسے ہوش مند بھی اکثر

وہ بات کہہ گیا دیوانگی میں دیوانہ

برجیس طلعت نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana

Brijes Talat Nizamii

kabhi hai rang-e-haqiqat kabhi hai afsana
ye ek sarab hai duniya ki aaina-KHana

hudud-e-ishq mein ye kaun sa maqam aaya
KHud apni aag mein jalne laga hai parwana

ajib baat hai duniya ki wah ri duniya
jise bhi apna kaha ban gaya wo begana

wo dusron ki haqiqat se aashna kyon ho
jo apni zat se KHud hi raha ho begana

samajh sake na jise hosh-mand bhi aksar
wo baat kah gaya diwangi mein diwana

(1097) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana written by Brijes Talat Nizamii at UrduPoint. Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana is one of the masterpieces written by Brijes Talat Nizamii. You can also find the complete poetry collection of Brijes Talat Nizamii by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Brijes Talat Nizamii' above.

Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Hai Rang-e-haqiqat Kabhi Hai Afsana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.