Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai, Urdu Ghazal By Bubbles Hora Saba

Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bubbles Hora Saba. Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس نے جانا جہاں تماشا ہے

ببلس ھورہ صبا

جس نے جانا جہاں تماشا ہے

اس کی ٹھوکر میں یہ زمانہ ہے

بے غرض ہار جیت سے جو ہو

زندگی اس کی فاتحانہ ہے

فکر جو خود گرفت میں رکھے

اس کا انداز شاعرانہ ہے

گرم رکھتا ہے جو خودی اپنی

بے نیازی سے وہ شناسا ہے

دو ہی پل کا ہے کھیل سارا صباؔ

بعد میں خاک سب کو ہونا ہے

ببلس ھورہ صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai

Bubbles Hora Saba

jis ne jaana jahan tamasha hai
us ki Thokar mein ye zamana hai

be-gharaz haar-jit se jo ho
zindagi us ki fatehana hai

fikr jo KHud giraft mein rakkhe
us ka andaz shairana hai

garm rakhta hai jo KHudi apni
be-niyazi se wo shanasa hai

do hi pal ka hai khel sara 'saba'
baad mein KHak sab ko hona hai

(779) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai written by Bubbles Hora Saba at UrduPoint. Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai is one of the masterpieces written by Bubbles Hora Saba. You can also find the complete poetry collection of Bubbles Hora Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bubbles Hora Saba' above.

Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ne Jaana Jahan Tamasha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.