Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain, Urdu Ghazal By Bushra Bakhtiyar Khan

Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bushra Bakhtiyar Khan. Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عداوتوں سے محبت کا غم نکالتے ہیں

بشریٰ بختیار خان

عداوتوں سے محبت کا غم نکالتے ہیں

ہم اپنے دل کو بھی مرضی سے کب اچھالتے ہیں

یہ پوری دنیا ہی بے ہوش ہو گئی ہے بھلا

ہمیں خبر ہی نہیں کس کو کب سنبھالتے ہیں

جہاں جہاں بھی ضرورت پڑی محبت کی

ہم اپنے خون کو پیکر میں بھر ہی ڈھالتے ہیں

خود ایسے دوست رکھے ہیں کہ جو وفا نہ کریں

ہم اپنے شوق سے زہریلے سانپ پالتے ہیں

یہ مے کدہ کی روایت عجب لگی بشریٰؔ

جو گرنے لگتا ہے اس کو نہیں سنبھالتے ہیں

بشریٰ بختیار خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain

Bushra Bakhtiyar Khan

adawaton se mohabbat ka gham nikalte hain
hum apne dil ko bhi marzi se kab uchhaalte hain

ye puri duniya hi behosh ho gai hai bhala
hamein KHabar hi nahin kis ko kab sambhaalte hain

jahan jahan bhi zarurat paDi mohabbat ki
hum apne KHun ko paikar mein bhar hi Dhaalte hain

KHud aise dost rakkhe hain ki jo wafa na karen
hum apne shauq se zahrile sanp palte hain

ye mai-kade ki riwayat ajab lagi 'bushra'
jo girne lagta hai us ko nahin sambhaalte hain

(1181) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain written by Bushra Bakhtiyar Khan at UrduPoint. Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain is one of the masterpieces written by Bushra Bakhtiyar Khan. You can also find the complete poetry collection of Bushra Bakhtiyar Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bushra Bakhtiyar Khan' above.

Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adawaton Se Mohabbat Ka Gham Nikalte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.