Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun, Urdu Ghazal By Bushra Bakhtiyar Khan

Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Bushra Bakhtiyar Khan. Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کی طرز میں کب اختیار کرتی ہوں

بشریٰ بختیار خان

کسی کی طرز میں کب اختیار کرتی ہوں

میں اپنے کاسے کو ہی خود مزار کرتی ہوں

میں یاد کرتی ہوں ان کو جو مجھ کو چھوڑ گئے

فلک پہ جب بھی ستارے شمار کرتی ہوں

میں چاہتی ہوں مجھے ڈھونڈنے وہ آ نہ سکے

میں اپنی راہ میں حائل غبار کرتی ہوں

میں اس کے نام کو شعروں میں کیسے لے آؤں

اسے میں کیسے بتاؤں کہ پیار کرتی ہوں

کلام کرتی ہوں زینب کے لہجے میں بشریٰؔ

میں دیں کی راہ میں بیٹے نثار کرتی ہوں

بشریٰ بختیار خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun

Bushra Bakhtiyar Khan

kisi ki tarz main kab iKHtiyar karti hun
main apne kase ko hi KHud mazar karti hun

main yaad karti hun un ko jo mujh ko chhoD gae
falak pe jab bhi sitare shumar karti hun

main chahti hun mujhe DhunDne wo aa na sake
main apni rah mein hail ghubar karti hun

main us ke nam ko sheron mein kaise le aaun
use main kaise bataun ki pyar karti hun

kalam karti hun zainab ke lahje mein 'bushra'
main din ki rah mein beTe nisar karti hun

(466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun written by Bushra Bakhtiyar Khan at UrduPoint. Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun is one of the masterpieces written by Bushra Bakhtiyar Khan. You can also find the complete poetry collection of Bushra Bakhtiyar Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Bushra Bakhtiyar Khan' above.

Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ki Tarz Main Kab IKHtiyar Karti Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.