Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain, Urdu Ghazal By Chander Wahid

Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Chander Wahid. Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو خوابوں کے ہی سہارے ہیں

چندر واحد

اب تو خوابوں کے ہی سہارے ہیں

یہ ہی لے دے کے اب ہمارے ہیں

اپنا سایہ تلک نہ تھا اپنا

ہم نے ایسے بھی دن گزارے ہیں

خود کو خوابوں کے مول بیچا ہے

قرض یادوں کے تب اتارے ہیں

اپنا کہنے کو یوں تو دنیا ہے

ہم ازل سے ہی بے سہارے ہیں

درد کی چھاؤں میں چلو واحدؔ

تپتے موسم کے یہ اشارے ہیں

چندر واحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain

Chander Wahid

ab to KHwabon ke hi sahaare hain
ye hi le de ke ab hamare hain

apna saya talak na tha apna
hum ne aise bhi din guzare hain

KHud ko KHwabon ke mol becha hai
qarz yaadon ke tab utare hain

apna kahne ko yun to duniya hai
hum azal se hi be-sahaare hain

dard ki chhanw mein chalo 'wahid'
tapte mausam ke ye ishaare hain

(1134) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain written by Chander Wahid at UrduPoint. Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain is one of the masterpieces written by Chander Wahid. You can also find the complete poetry collection of Chander Wahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Chander Wahid' above.

Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To KHwabon Ke Hi Sahaare Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.