Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par, Urdu Ghazal By Chander Wahid

Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Chander Wahid. Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یادوں کا درد دل میں ہے کچھ یوں ابھار پر

چندر واحد

یادوں کا درد دل میں ہے کچھ یوں ابھار پر

جیسے اگا ہوں ننھا سا پودا مزار پر

پلکوں پہ ان کی ٹھہرے ہیں آنسو کچھ اس طرح

آ بیٹھیں جیسے زخمی پرندے دوار پر

دکھ درد نئیں آہ مجھے پھر سے تھام لو

کہتے ہیں مجھ سے لوگ کہ میں ہوں اتار پر

اب چاہے جیسے کھیلے ہمارے نصیب سے

ہم نے تو چھوڑا فیصلہ پروردگار پر

ہوں گے نہیں فضاؤں میں واحدؔ کے گیت اب

سر رکھ کے سو گیا ہے وہ ٹوٹے ستار پر

چندر واحد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par

Chander Wahid

yaadon ka dard dil mein hai kuchh yun ubhaar par
jaise uga hun nanha sa pauda mazar par

palkon pe un ki Thahre hain aansu kuchh is tarah
aa baiThen jaise zaKHmi parinde dwar par

dukh dard nain aah mujhe phir se tham lo
kahte hain mujh se log ki main hun utar par

ab chahe jaise khele hamare nasib se
hum ne to chhoDa faisla parwardigar par

honge nahin fazaon mein 'wahid' ke git ab
sar rakh ke so gaya hai wo TuTe sitar par

(613) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par written by Chander Wahid at UrduPoint. Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par is one of the masterpieces written by Chander Wahid. You can also find the complete poetry collection of Chander Wahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Chander Wahid' above.

Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaadon Ka Dard Dil Mein Hai Kuchh Yun Ubhaar Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.