Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal, Urdu Ghazal By Charagh Barelvi

Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Charagh Barelvi. Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب تماشے کا نہ ہو چھوڑ کے آنے کا ملال

چراغ بریلوی

جب تماشے کا نہ ہو چھوڑ کے آنے کا ملال

کیوں ہو پھر کھیل کے آداب نبھانے کا ملال

ایسی تنہائی کی لت ہے اسے بس کیا کہیے

گھر کو ہوتا ہے مرے لوٹ کے آنے کا ملال

کیسا مایوس تھا وہ دور خزاں بھی مت پوچھ

تھا اسے شاخ سے پتوں کو گرانے کا ملال

پہلے تو اس کو بھلانے میں کئی سال لگے

اب کئی سال سے ہے اس کو بھلانے کا ملال

تیری دنیا کی طرف تھی مرے دل کی منزل

دل کو اب تک ہے اسی گزرے زمانے کا ملال

چراغ بریلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal

Charagh Barelvi

jab tamashe ka na ho chhoD ke aane ka malal
kyon ho phir khel ke aadab nibhane ka malal

aisi tanhai ki lat hai ise bas kya kahiye
ghar ko hota hai mere lauT ke aane ka malal

kaisa mayus tha wo daur-e-KHizan bhi mat puchh
tha use shaKH se patton ko girane ka malal

pahle to us ko bhulane mein kai sal lage
ab kai sal se hai us ko bhulane ka malal

teri duniya ki taraf thi mere dil ki manzil
dil ko ab tak hai usi guzre zamane ka malal

(811) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal written by Charagh Barelvi at UrduPoint. Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal is one of the masterpieces written by Charagh Barelvi. You can also find the complete poetry collection of Charagh Barelvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Charagh Barelvi' above.

Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Tamashe Ka Na Ho ChhoD Ke Aane Ka Malal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.