Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai, Urdu Ghazal By Charagh Sharma

Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Charagh Sharma. Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب یہ گل گلنار کب ہے خار ہے بیکار ہے

چراغ شرما

اب یہ گل گلنار کب ہے خار ہے بیکار ہے

آپ نے جب کہہ دیا بیکار ہے بیکار ہے

چھوڑ کر مطلع غزل دم دار ہے بیکار ہے

جب سپہ سالار ہی بیمار ہے بیکار ہے

اک سوال ایسا ہے میرے پاس جس کے سامنے

یہ جو تیری شدت انکار ہے بیکار ہے

تجھ کو بھی ہے چاند کا دیدار کرنے کی طلب

اک دیے کو روشنی درکار ہے بیکار ہے

میکدے کے مختلف آداب ہوتے ہیں چراغؔ

جو یہاں پر صاحب کردار ہے بیکار ہے

چراغ شرما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai

Charagh Sharma

ab ye gul gulnar kab hai KHar hai be-kar hai
aap ne jab kah diya be-kar hai be-kar hai

chhoD kar matla ghazal damdar hai be-kar hai
jab sipah-salar hi bimar hai be-kar hai

ek sawal aisa hai mere pas jis ke samne
ye jo teri shiddat-e-inkar hai be-kar hai

tujh ko bhi hai chand ka didar karne ki talab
ek diye ko raushni darkar hai be-kar hai

mai-kade ke muKHtalif aadab hote hain 'charagh'
jo yahan par sahab-e-kirdar hai be-kar hai

(921) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai written by Charagh Sharma at UrduPoint. Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai is one of the masterpieces written by Charagh Sharma. You can also find the complete poetry collection of Charagh Sharma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Charagh Sharma' above.

Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-kar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.