Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin, Urdu Ghazal By Daood Kaashmiri

Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daood Kaashmiri. Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر جہاں میں خدا کے سوا کچھ اور نہیں

داؤد کاشمیری

اگر جہاں میں خدا کے سوا کچھ اور نہیں

تو پھر نصیب دعا کے سوا کچھ اور نہیں

ہمارے پاس ہمارا ضمیر ہے لوگو

تمہارے پاس انا کے سوا کچھ اور نہیں

کبھی وفا تھی محبت میں اور خلوص بھی تھا

حیات آج جفا کے سوا کچھ اور نہیں

وہ خود ہی کہتے ہیں اور خود ہی سنتے رہتے ہیں

کہ ان کے پاس صدا کے سوا کچھ اور نہیں

وہ زیب تن کئے کمخواب و ریشم و اطلس

ہمیں نصیب ردا کے سوا کچھ اور نہیں

داؤد کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin

Daood Kaashmiri

agar jahan mein KHuda ke siwa kuchh aur nahin
to phir nasib dua ke siwa kuchh aur nahin

hamare pas hamara zamir hai logo
tumhaare pas ana ke siwa kuchh aur nahin

kabhi wafa thi mohabbat mein aur KHulus bhi tha
hayat aaj jafa ke siwa kuchh aur nahin

wo KHud hi kahte hain aur KHud hi sunte rahte hain
ki un ke pas sada ke siwa kuchh aur nahin

wo zeb-tan kiye kamKHab-o-resham-o-atlas
hamein nasib rida ke siwa kuchh aur nahin

(1196) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin written by Daood Kaashmiri at UrduPoint. Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is one of the masterpieces written by Daood Kaashmiri. You can also find the complete poetry collection of Daood Kaashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daood Kaashmiri' above.

Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Jahan Mein KHuda Ke Siwa Kuchh Aur Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.