Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal, Urdu Ghazal By Daood Kaashmiri

Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daood Kaashmiri. Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے خبر اپنے مقدر سے رہا پہلے پہل

داؤد کاشمیری

بے خبر اپنے مقدر سے رہا پہلے پہل

جب قدم شہر زلیخا میں رکھا پہلے پہل

بازگشت اس کی ہیں جتنی بھی یہ آوازیں ہیں

ہر طرف گونج گئی ایک صدا پہلے پہل

اپنی منزل کا وہیں ہو گیا عرفان مجھے

جب ملا راہ میں اک نقش وفا پہلے پہل

لوگ پہچان نہ پائے کسی دیوانے کو

جانے کس طرح یہ دستور بنا پہلے پہل

آج ہر شخص کو دعویٰ ہے خدائی کا یہاں

جب کہ ہر شخص کا تھا ایک خدا پہلے پہل

داؤد کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal

Daood Kaashmiri

be-KHabar apne muqaddar se raha pahle-pahal
jab qadam shahr-e-zuleKHa mein rakha pahle-pahal

bazgasht us ki hain jitni bhi ye aawazen hain
har taraf gunj gai ek sada pahle-pahal

apni manzil ka wahin ho gaya irfan mujhe
jab mila rah mein ek naqsh-e-wafa pahle-pahal

log pahchan na pae kisi diwane ko
jaane kis tarah ye dastur bana pahle-pahal

aaj har shaKHs ko dawa hai KHudai ka yahan
jab ki har shaKHs ka tha ek KHuda pahle-pahal

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal written by Daood Kaashmiri at UrduPoint. Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal is one of the masterpieces written by Daood Kaashmiri. You can also find the complete poetry collection of Daood Kaashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daood Kaashmiri' above.

Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-KHabar Apne Muqaddar Se Raha Pahle-pahal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.