Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur, Urdu Ghazal By Daood Kaashmiri

Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daood Kaashmiri. Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مے خانہ کی رونق ہے جدا شان حرم اور

داؤد کاشمیری

مے خانہ کی رونق ہے جدا شان حرم اور

مے کش کا مزاج اور ہے زاہد کا بھرم اور

ناکامیٔ تکمیل تمنا ہے اک آغاز

اسباب غم جاں تو ابھی ہوں گے بہم اور

کچھ دشت نوردی کے تو کچھ کوہ کنی کے

افسانۂ تشہیر وفا ہوں گے رقم اور

پسپائی پہ آمادہ جو سرداروں کو دیکھا

ہم لے کے بڑھے خون تمنا کا علم اور

اک لفظ کی تفسیر بنا خون جگر کا

ہے زیست کا مفہوم کہ مولا کا کرم اور

داؤد کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur

Daood Kaashmiri

mai-KHane ki raunaq hai juda shan-e-haram aur
mai-kash ka mizaj aur hai zahid ka bharam aur

nakaami-e-takmil-e-tamanna hai ek aaghaz
asbab-e-gham-e-jaan to abhi honge baham aur

kuchh dasht-nawardi ke to kuchh koh-kani ke
afsana-e-tashhir-e-wafa honge raqam aur

paspai pe aamada jo sardaron ko dekha
hum le ke baDhe KHun-e-tamanna ka alam aur

ek lafz ki tafsir bana KHun jigar ka
hai zist ka mafhum ki maula ka karam aur

(615) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur written by Daood Kaashmiri at UrduPoint. Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur is one of the masterpieces written by Daood Kaashmiri. You can also find the complete poetry collection of Daood Kaashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daood Kaashmiri' above.

Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mai-KHane Ki Raunaq Hai Juda Shan-e-haram Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.