Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin, Urdu Ghazal By Darshan Singh

Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Darshan Singh. Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گلوں پہ خاک محن کے سوا کچھ اور نہیں

درشن سنگھ

گلوں پہ خاک محن کے سوا کچھ اور نہیں

چمن میں یاد چمن کے سوا کچھ اور نہیں

کہاں کی منزل رنگیں سحر تو ہونے دو

ہمارے خواب تھکن کے سوا کچھ اور نہیں

یہ شام غربت دل ہے یہاں چراغ کہاں

خیال صبح وطن کے سوا کچھ اور نہیں

نگاہ شوق مسلسل اسی کو چھیڑے جا

جبیں پہ جس کی شکن کے سوا کچھ اور نہیں

دیار عشق میں تم کیوں کھڑے ہو اہل ہوس

یہاں تو دار و رسن کے سوا کچھ اور نہیں

سواد شام خزاں ہے تو ہو ہمیں کیا غم

نظر میں صبح چمن کے سوا کچھ اور نہیں

کرے تلاش جنوں ظلمت خرد سے کہو

جنوں کرن ہے کرن کے سوا کچھ اور نہیں

ہماری نغمہ سرائی کے واسطے درشنؔ

ہواۓ گنگ و جمن کے سوا کچھ اور نہیں

درشن سنگھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin

Darshan Singh

gulon pe KHak-e-mehan ke siwa kuchh aur nahin
chaman mein yaad-e-chaman ke siwa kuchh aur nahin

kahan ki manzil-e-rangin sahar to hone do
hamare KHwab thakan ke siwa kuchh aur nahin

ye sham-e-ghurbat-e-dil hai yahan charagh kahan
KHayal-e-subh-e-watan ke siwa kuchh aur nahin

nigah-e-shauq-e-musalsal usi ko chheDe ja
jabin pe jis ki shikan ke siwa kuchh aur nahin

dayar-e-ishq mein tum kyun khaDe ho ahl-e-hawas
yahan to dar-o-rasan ke siwa kuchh aur nahin

sawad-e-sham-e-KHizan hai to ho hamein kya gham
nazar mein subh-e-chaman ke siwa kuchh aur nahin

kare talash junun zulmat-e-KHirad se kaho
junun kiran hai kiran ke siwa kuchh aur nahin

hamari naghma-sarai ke waste 'darshan'
hawa-e-gang-o-jaman ke siwa kuchh aur nahin

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin written by Darshan Singh at UrduPoint. Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is one of the masterpieces written by Darshan Singh. You can also find the complete poetry collection of Darshan Singh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Darshan Singh' above.

Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gulon Pe KHak-e-mehan Ke Siwa Kuchh Aur Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.