Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi, Urdu Ghazal By Darshan Singh

Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Darshan Singh. Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس راہ میں آتے ہیں بیاباں بھی چمن بھی

درشن سنگھ

اس راہ میں آتے ہیں بیاباں بھی چمن بھی

کہتے ہیں جسے زیست شبستاں بھی ہے رن بھی

کیا ہو گیا انسان کا وہ شوق شہادت

ویران نظر آتے ہیں اب دار و رسن بھی

بجھ جائے گی مل جل کے اگر پیاس بجھاؤ

گنگا ہی کے نزدیک تو ہے رود جمن بھی

اب لالہ بد اماں نہ کوئی چاک گریباں

ویران چمن ہی نہیں سنسان ہے بن بھی

اک ہم ہی نہیں آبلہ پا دشت و دمن میں

آتے ہیں نظر خاک بسر لالہ بدن بھی

خالی نہیں اب دامن‌ حسرت مرا درشنؔ

ہم راہ وفا مجھ کو ملا عشق وطن بھی

درشن سنگھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi

Darshan Singh

is rah mein aate hain bayaban bhi chaman bhi
kahte hain jise zist shabistan bhi hai ran bhi

kya ho gaya insan ka wo shauq-e-shahadat
viran nazar aate hain ab dar-o-rasan bhi

bujh jaegi mil-jul ke agar pyas bujhao
ganga hi ke nazdik to hai rud-e-jaman bhi

ab lala-ba-daman na koi chaak-gareban
viran chaman hi nahin sunsan hai ban bhi

ek hum hi nahin aabla-pa dasht-o-daman mein
aate hain nazar KHak-basar lala-badan bhi

KHali nahin ab daman-e-hasrat mera 'darshan'
ham-rah-e-wafa mujh ko mila ishq-e-watan bhi

(742) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi written by Darshan Singh at UrduPoint. Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi is one of the masterpieces written by Darshan Singh. You can also find the complete poetry collection of Darshan Singh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Darshan Singh' above.

Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Rah Mein Aate Hain Bayaban Bhi Chaman Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.