Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai, Urdu Ghazal By Darshan Singh

Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Darshan Singh. Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب آدمی مدعائے حق ہے تو کیا کہیں مدعا کہاں ہے

درشن سنگھ

جب آدمی مدعائے حق ہے تو کیا کہیں مدعا کہاں ہے

خدا ہے خود جس کے دل میں پنہاں وہ ڈھونڈھتا ہے خدا کہاں ہے

یہ بزم یاران خود نما ہے نہ کر خلوص وفا کی باتیں

سبھی تو ہیں مدعی وفا کے یہاں کوئی بے وفا کہاں ہے

تمام پرتو ہیں عکس پرتو تمام جلوے ہیں عکس جلوہ

کہاں سے لاؤں مثال صورت کہ آپ سا دوسرا کہاں ہے

نہاں ہیں تکمیل خود شناسی میں جلوہ ہائے خدا شناسی

جو اپنی ہستی سے بے خبر ہے وہ آپ سے آشنا کہاں ہے

پڑی ہے سنسان دل کی وادی اکیلا محو تلاش ہوں میں

کہ عشق کے راہرو کدھر ہیں وفاؤں کا قافلہ کہاں ہے

جنہیں وسائل پہ ہے بھروسا یہ بات ان کو بتا دے کوئی

بچا لے کشتی کو جو بھنور سے خدا ہے وہ ناخدا کہاں ہے

پڑا ہی رہنے دو سر بہ سجدہ نہ چھوٹنے دو یہ آستانہ

کہ درشنؔ خستہ کا ٹھکانا تمہارے در کے سوا کہاں ہے

درشن سنگھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai

Darshan Singh

jab aadmi mudda-e-haq hai to kya kahen muddaa kahan hai
KHuda hai KHud jis ke dil mein pinhan wo DhunDhta hai KHuda kahan hai

ye bazm-e-yaran-e-KHud-numa hai na kar KHulus-e-wafa ki baaten
sabhi to hain muddai wafa ke yahan koi bewafa kahan hai

tamam partaw hain aks-e-partaw tamam jalwe hain aks-e-jalwa
kahan se laun misal-e-surat ki aap sa dusra kahan hai

nihan hain takmil-e-KHud-shanasi mein jalwa-ha-e-KHuda-shanasi
jo apni hasti se be-KHabar hai wo aap se aashna kahan hai

paDi hai sunsan dil ki wadi akela mahw-e-talash hun main
ki ishq ke rah-rau kidhar hain wafaon ka qafila kahan hai

jinhen wasael pe hai bharosa ye baat un ko bata de koi
bacha le kashti ko jo bhanwar se KHuda hai wo naKHuda kahan hai

paDa hi rahne do sar-ba-sajda na chhuTne do ye aastana
ki 'darshan'-e-KHasta ka Thikana tumhaare dar ke siwa kahan hai

(751) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai written by Darshan Singh at UrduPoint. Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai is one of the masterpieces written by Darshan Singh. You can also find the complete poetry collection of Darshan Singh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Darshan Singh' above.

Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Aadmi Mudda-e-haq Hai To Kya Kahen Muddaa Kahan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.